Thursday, November 15, 2018

Email marketing kya hai?email marketing se paise kamane ke 4 best tarike

email marketing
Email marketing
Hi dosto aaj mai apko is post me email marketing se paise kaise kamaye iske bare me vistar se bataunga.

email marketing se paisa kamana bahut hi aasan hai aur email marketing, online money earn karne ka bahut hi accha tarika hai.
duniya me online paisa kamane valo me 90% log email marketing ka sahara paisa kamane ke liye jarur lete hai aur 85℅ log  email marketing se paisa kamane me saphal hote hai.

sabse acchi bat yah hai ki email marketing se paisa kamane ka kam shuru karne ke liye aapko paise kharch nahi karne hote hain yah bilkul nishulk shuri hota hai.

sabse pahle me aapko bata ki online paisa kamana aasan hai lekin mehnat ke bina kuch nahi hota hai aur email marketing se bhi aap accha paisa kama sakte hai lekin yadi aapko lagta hai ki aap rato raat hajaro kamane lagoge to aap galat jagah hai.

Aap hajaro rupaye earn karoge lekin uske liye apko mehnat karni hogi aur dhairy hoga.

Email marketing kya hai?email marketing se paise kamane ke 4 best tarike

email marketing kya hai?

email marketing ka matlab uske naam me hi chhupa hai jaise electronic mail se marketing karna hi email marketing kahlata hai ya aisa kah sakte hai ki email ke dwara vyapar ka advertisement karna hi email marketing hai.


apni samany bhasha me kah sakte hai ki email dwara kisi bhi vastuo ya sevao ke bare me logo ko batana hi email marketing hai.

Email marketing kaise shuru kare?

email marketing shuru karna bahut aasan hai usase pahle yah jaan lijiye ki email marketing log 2 tarike se karte hai.

ek to email address par apni vastuon aur sevaon ko direct bhejkar jiske liye aapko ek email account ki jaroorat hoti hai jo aapko kahi bhi mupt me banane ko mil jata hai.

doosra tarika log email marketing ke software ko upyog karke karte hai jisase aapko bahut nai tools milte hai jinse aap bina mehnat ke automatic email apne subscribers ko bhej sakte hai aasani se email marketing kar sakte hai.

email marketing shuru karne ke liye aapko sabse pahle email address ka sangrah karna hoga aur sabhe email address aise hone chahiye jinhe log kholkar padte ho tabhi aap saphal email marketing kar payenge aur email marketing se paisa kama payenge.

aapke paas kam se kam 5000 email address hone chahiye tab aap isase earning kar paoge.

Email marketing kya hai?email marketing se paise kamane ke 4 best tarike

Email address kaise laye

email address lane ke bahut saare tarike hai lekin ham aapko 2 tariko ke bare me bata rahe hai bahut aasan hai aur bilkul mupht hai isko sikh ke aap bahut email address ka sangrah kar paoge.

1) Social Media
email marketing shuru karne ke liye email address ka hona bahut jaruri hai aur aap mupt me bahut aasani se social media se email address ka sangrah kar paoge.

iske liye aapko social media (facebook, twitter, instagram) par online earn money, marketing, vyapar, ityadi groups join karne honge aur unme aakarshak post dalani hongi jo logo ke kam ki hongi.

2) website or blogger par subscriber se
yadi aapke pas website ya blog hai to aap apne website ya blog par subscription box laga kar logo ko subscribe karne ko bole aur phir aap apne blog ke subscriber  ke email address ka upayog kar sakte ho.

website aur blog se bhi aap email address ki list bahut badi taiyar kar sakte ho.

Email marketing se paise kamane ke 4 tarike

ek bar aapke pas 5000+eimail address ho gaye phir aap isase paisa kamana chalu kar sakte hai lekin yad rahe email address ki list ko bada karte rahiyega kyoki jitni jyada email address utne jyada paise aap kama paoge.
email marketing karke aap bahut sare tariko se paise kama sakte hai lekin is post me aapko sirp 4 tarike bataye hai jo ki sabse acche aur aasan hai.

1) Amazon Affiliate Programs

aap email marketing se amazon ki vastuon ko bench ke bahut accha paisa kama sakte hai kyonki amazon aaj ke samay me bahut vishvasaniy websites hai jiske product sabhi kharidte hai isliye aap amazon ke affiliate program ke liye signup karke product ki link ko email ke dwara logo ko bhejke acche paise earn kar sakte hai.

2) Website or blog

aapke pas blog ya websites hai to aap us par traffic bhej kar accha paisa kama sakte hai aur email marketing se aapki website ka traffic 1 laakh pratidin bhi aasani se ho sakta hai jisase aap bahut paise kama paoge.

3) Reviews

aaj ke samay me review accha hone par hi product log kharidte hai isliye sabhi companies paid reviews karvate hai aur aap bhi reviews email marketing ke sahare se karke paisa kama sakte hai.



4) Subscriber sell

aap email address ko sell karke bhi accha paisa earn kar sakte hai kyo ki sabhi blog aur websites ki ranking aur traffic ke liye subscriber jaruri hai isliye aapki email address bahut hi aasani se acche paiso me sell ho jayengi.

aasha hai aapko ye hindi tips ki post email marketing se paise kaise kamaye aapko pasand aai hogi.


email marketing se sambandhit kisi bhi tarah ke prashn ke liye comment kare.


EmoticonEmoticon