Youtube se paise kaise kamaye hindi jankari :- duniyabhar me online video dekhne ke liye youtube ka use sabse jada kiya gaya hai.youtube par roj lakho video upload kiye jate hai.aur rojana 1 arab se bhi jada videos dekhe jate hai.lekin kya aapne kabhi socha hai ki aap video dekhne ke sath sath yotube se paise bhi kama sakte hai.
ji ha dosto aap youtube se paise kama sakt hai,agar aapko abhi tak nahi pata ki youtube paise bhi kamaye ja sakte hai to ab samay aa gaya hai ye janane ka ki youtube se paise kaise kamaye jate hai.youtube se hajaro log ghar baithe paise kamate hai aur har koi kama sakta hai.
ye sabhi log apne apne youtube channel par video banakar upload karte hai aur fir us video se inhe income hoti hai.video kaise banate hai aur kab un videos se income hoti hai,iski puri jankari aage is post me mil jayegi.
Agar aapako bhi youtube se paise kamane mein intairaist hai aur aap bhi janana chaahte hai ki youtube se paise kaise kamate hai to aap is post ko detail se padhe aur bataye gaye points ko follow kare. main aapako puri detail ki step by step jankari dunga taki aap bhi youtube ki help se online paise kama sake.
youtube par video banakar upload karne ke liye aapke paas in chijon ka hona jaruri hai :-
1) Youtube Channel :-video upload karne ke liye aapke paas sabse pahle ek youtube channel hona jaruri hai. aap apna video banakr is channel par upload karenge. youtube channel banane ke liye aapko apne gmail account ki jarurat padegi kyoki youtube bhi google ka product hai isliye aap apne gmail account se youtube me log in karne ke baad apna channel bana sakte hai.
2) Computer/Mobile :- agar aap bina kisi problaim ke apna kaam karna chahte hai to aapke paas apna khud ka ek computer hona jaruri hai. video upload karne ke liye aap android mobile ka bhi use kar sakte hai lekin aapko mobile me thodi dikkat ho sakti hai.lekin aap mobile se karna chahte ho to mobile se bhi kar sakte hai.
3) Internet :- apna video channel par apload karne ke liye aapko first internet ki jarurat padhegi. sabhi youtube video high quality ke hote hai, aur high quality ke video ki size bahut jyada hoti hai. aise me agar aap normal internet speed se apna video upload karenge to aapko ek video upload karne me hi poora din lag jayega. isliye behtar hoga ki aap video upload karne ke liye high speed internet ka use kare.
4) Video Camera :- kisi bhi video ko shoot karne ke liye aapko ek video camere ki bhi jarurat padegi. video camera nahi hai to aap high mega pixel ke smart phone se bhi video shoot kar sakte hai. bas dhyan rahe ki aapka video high quality mein shoot hona chahiye.
kis Topic par video banaye ?
ab sabse bada sawal ye hai ki aap kis topic par aur kaise video bana sakte hai. iske liye aap in topics par apne video banakar upload kar sakte hai.
1) Education
2) Yoga
3) Coocking
4) Comedy
5) Gaming
6) Technology
7) How to tutorial
8) Song
9) Dance
10 Buety Tips
ye kuch common aur popular topics hai jinpar aap apne videos banakar upload kar sakte hai. aur agar aapke paas koi aur interesting topic hai jis par aapko lagta hai ki aap acche video bana sakate hai to phir aap apane intairaist ke topich par videos banakar youtube se paise kama sakte hai.
yaha par aapko bas ek baat ka dhyan rakhna hai ki aap jis topic par video bana rahe hai sirp usi topic par videos banaye. agar aap ek sath sabhi tarah ke video apne channel par upload karenge to aapko jyaada views nahi mil payenge.
iske sath hi aapko aisa topic select karna hai jis par visitors ki sankhya jyada ho matlab us topic ke video dekhne walo ki sankhya jyada ho. agar aapne kam popular topic par apne video banaye to aapko kam visitor milenge aur aapke video par kam views milenge, isase aapki earning bhi kam hogi.
aapke man me bhi yah sawal hoga ki aakhir youtube se earning kaise hoti hai. to dosto youtube se earning us par show hone wale ads se hoti hai.
jab bhi koi visitor hamara video dekhta hai to video ke starting me aur side mee ek ad bhi show hota hai. aur jab bhi wo visitor us ad par click karta hai to hame us click ke paise milte hai.
Ad kaun show karta hai – jyadatar ye ads google adsense ke hote hai. youtube google ka hi product hai aur google online advertisemaint ka sabse bada king hai. aise mein google khud ke product yani youtube par bhi ad show karta hai. aur channel owner ko bhi online paise kamane ka mauka deta hai
ad se kitni kamai hoti hai – ye kabhi bhi fix nahi hoti hai. jab bhi koi visitor ad par click karta hai to hame us ek click ke paise milte hai. ek click par $0.1 se lekar $1.00 ya isase bhi jyada ki kamai ho sakti hai. india me normally ek ad click par $0.2 – $0.20 milte hai. aur agar visitor us se hai aur wo ad par click karta hai to ek click par average income $0.50 se $2.0 tak ho sakti hai.
iske alava aap kisi dusre ad network se bhi paise kama sakte hai. iske liye aapko us ad network ki affiliate link ko apne video me add karna hoga.
lekin google eadsense sabhi ke liye youtube se paise kamane ka best tarika hai, kyoki adsense viewer ke interest ke hisab se ad show karta hai. jisase ad par jyada click milte hai aur jyada income hoti hai. jabki affiliate link viewer ke interest se bilkul alag ho sakti hai aur us par aapko kam click milenge.
Youtube se paise kaise kamaye hindi jankari
ab youtube se paise kamane ke liye apako step by step ye tareeke follow karne honge. uske bad aap youtube se paise kamana start kar denge.
Step 1 :-
create channel – sabse pahle youtube me apne gmail account se log in kare aur apna channel banaye. apne channel ka nam apne topic se related aur unique rakhe taki logo ko naam yaad rahe.
create videos – ab apne topic par acche acche vidros banaye jo logo ko pasand aaye. video ki length 5 minute se lekar 10 minute ke bich rakhe. aapka video unique aur high quality ka hona chahiye. aap kisi bhi video ko copy na kare. iske alava video ka sound bhi aapka khud ka hona chahiye kisi aur ka copy na kare. agar aap kisi aur video ko copy karte hai ya phir sound copy karte hai to aapka channel suspaind ho sakta hai.
upload video – ab apne video ko channel par upload kar de. video ke sath me uska pura description aur tags bhi likhe taki aapka video youtube me acchi ranking kare aur us par jyada views mile.
Step 2 :-
video upload karne ke baad use monetize karna hota hai. video monetize karne ke bad aapke video par ads show hone lagenge. lekin abhi aapko un ads se koi income nahi hogi. ads se earning start karne ke liye aapko apna youtube channel google adsense se connect karna hoga.
Step 3 :-
apne videos par monetize enable karne ke bad aapko ab apna channel adsense se connect karna hoga. jaise hi aap adsense se apna channel connect karenge aap youtube se paise kamana start kar denge. aapki kamaye gaye paise adsense ke madhyam se hi aapke bank account me transfer ho jayenge.

![]() |
Make Money |

Youtube se earning kaise hoti hai ?

Video se paise kaise kamate hai?
Apne channel par video dalne aur adsense se apna channel jodne ke bad aapke video ke bottom aur side me ads show honge. aur jab bhi koi visitor is ad par click karega to youtube se paise milna start ho jayenge.
jaisa ki maine pahle bataya india me kai log youtube se lakho rupaye kama rahe hai aur aap bhi kama sakte hai. lekin iske liye aapko puri planing karni padegi aur apne channel par best videos upload karna padenge. taki aapka channel popular ho jaye aur daily lakho views milne lage. iske bad aap bhi youtube se paise kama sakte hai wo bhi lakho me.
youtube channel me aap apne topic par jitne chahe utne video upload kar sakte hai. youtube se jyada paise kamane ke liye yah jaruri hai ki aap apne channel par kam se kam 100 video upload kare. taki jyada se jyada log aapke videos ko dekhe aur jyada views mile.
aapke channel par jitne jyada videos view honge aapko utni jyada income hogi. apne views aur traffic badhane ke liye aapko apne channel par subscribers badhane honge. iske liye aap ye tarike apna sakate hai.
1) apna facebook fan page banakar us par apne latest videos ki link share kare. aapke facebook par jitne jyada fans honge aapko utna jyada phayda milega.
2) aap ek chota blog ya site bana sakte hai. us par aap apne video se railated short post likhe aur sath me apna video link bhi add kar de. phir jab bhi koi vijitar aapke blog par aayega to wo aapke video bhi jarur dekhega aur aapke views badhane lagenge.
ab aap jan gaye hai ki youtube se paise kaise kamaye jate hai. to banaiye apna youtube channel aur paise kamaiye. agar aapka koi sawal hai to comment karke jarur puche.aur is post ko share karke mere youtube channel ko subscribe bhi jarur kijiye side me subscribe ka button hai.to chaliye dosto milte hai naye post me
EmoticonEmoticon