Youtube Ki Kuch Amazing Tricks in hindi :- Dosto aaj ka ye article
bahut hi entresting hone wala hai kyoki aaj ke is article me mai apko youtube
ki amazing tricks bataunga jiske bare me aap nahi jante ya bahut hi kam logo ko
pata hai.to chaliye shuru karte hai aaj ka ye article.
Youtube par video dekhne ka silsila din b din badhte hi jar
aha hai,kisi song dekhna hai to turant youtubre search karte hai,mobile ki kuch
setting samaj nahi aaye to serach kar liya aur tricks jan li,youtube se sab
jankari hame ghar baithe hi milne lagi hi .youtube ka hare k part bahut hi
important hota hai hamre liye.youtube ka hare k part bahut hi simplicity sr
develop kiya hai par isme bhi kuch hidden featur e hai jo har koi nahi janta hai.lekin
aaj ke is article ko padhne ke bad aap iske bare me bahut hi acche tarike se
jan paoge.is tricks ke jariye aap apne youtube ko aur bhi acche tarike se use
kar paoge.
Youtube ke kuch tricks and tips jo shayad apko abhi tak pat
anahi ho
1 1) Youtube Player Keyboard Shortcut
Kya apko pata hai youtube player ko bina mouse ke bhi chalaya (operate) ja sakta hai.player ko control karne ke liye kuch shortcute keyword hai
M = video ko mute karne ke liye ise use kar sakte hai
S pacebar / k = play / pause karne ke liye.
L = 10 second videos ko fast karne ke liye.
J = 10 second videos ko rewind karne ke liye.
Arrows key ⬆ ⬇ → ← = In keys ki wajah se aap apne videos ko 4-5 second aage ya piche kar sakte ho.
2 2) Videos Download Kaise Kare
Ho sakta hai ki youtube par video dekhte
samay aapke man me bhi aaya hoga ki is video ko download kiya jaye taki bad me
bhi is video ko bina internet se dekh sake.par aapko download ka option na mila
ho.to isme tenstion lene ki koi bat nahi kyoki aap video ko download kar sakte
ho,wo bhi bina software ke.
Download
karne ke liye apko jo link hai –
https://www.youtube.com/watch?v=nFf4rUW5FRw
Isme starting ka https://www. hata kar SS type karne enter karna hai,fir jo site khulegi
usase video doe download kar sakte hai.
3 3) Youtube Video Se Animation Gif Kaise Banaye
gif site ka istemal karke aap youtube video
ko gif me convert kar sakte hai.ise aur acche se samajne ke liye aage ki step
follow kar sakte hai.
Step 1 :- aapko apne youtube me apni pasand
ki video ko search karna hoga jise aap gif me convert karna chahte hai.uske bad
apke samne aisa URL aayega.
https://www.youtube.com/watch?v=nFf4rUW5FRw&t=1s
Isme se yotube ko hatakar gif likh dena hai
is tarah
https://gifs.com/watch?v=nFf4rUW5FRw&t=1s
Waha par gif karne ke bad aap dusre site me
chale jaoge
Step 2 :- Ab Gif.com site open ho jayegi,
our
jo video apne search kiya tha o bhi aa jayega.
Ab aap jitne hisse ko Gif me convert karna
chahte ho utna select kijiye or tream clip par click kar dijiye.
Youtube Channel Par Subscriber Kaise Badhaye
Youtube Channel Par Subscriber Kaise Badhaye
4 4) Autoplaye Button Ko Disable Kare :-
Agar aap youtube par videos dekhte ho to
aapne dekha hoga ki jaise hi videos khatam hota hai uske bad dusra videos automatic
open hota hai.agar aap dusra video open nahi karna chahte ho to bagal me apko
autoplay ka button dikhai dega use aap off kar do.
To dosto ye the youtube ke kuch basic
tips.aapko ye tips kaise lage plz muze bataiye aur apke pass bhi kuch tips hai
to o bhi muze aap bataiye
s
2 comments
Hii
hiiii
EmoticonEmoticon